Saturday, October 8, 2011

Best Sad Shayri


किसी की आँखों मे मोहब्बत का सितारा होगा
एक दिन आएगा कि कोई शक्स हमारा होगा

कोई जहाँ मेरे लिए मोती भरी सीपियाँ चुनता होगा
वो किसी और दुनिया का किनारा होगा

काम मुश्किल है मगर जीत ही लूगाँ किसी दिल को
मेरे खुदा का अगर ज़रा भी सहारा होगा

किसी के होने पर मेरी साँसे चलेगीं
कोई तो होगा जिसके बिना ना मेरा गुज़ारा होगा

देखो ये अचानक ऊजाला हो चला,
दिल कहता है कि शायद किसी ने धीमे से मेरा नाम पुकारा होगा

और यहाँ देखो पानी मे चलता एक अन्जान साया,
शायद किसी ने दूसरे किनारे पर अपना पैर उतारा होगा

कौन रो रहा है रात के सन्नाटे मे
शायद मेरे जैसा तन्हाई का कोई मारा होगा

अब तो बस उसी किसी एक का इन्तज़ार है,
किसी और का ख्याल ना दिल को ग़वारा होगा

ऐ ज़िन्दगी! अब के ना शामिल करना मेरा नाम
ग़र ये खेल ही दोबारा होगा

Thursday, July 22, 2010

Best Good Night Sms

1. Sote hue ko jagayenge hum,
Aap ki ninde churayenge hum,
Har waqt SmS kar satayenge hum,
Aap ko aayega ghussa lekin us
Ghusse me hi yaad to aayege hum

2. Bohat Sataati Hai Yeh Raat
Dil Bebas Hai Kisi Ki Yaadon Mein
Ab Toh Nikal Aa Ae Din..
Fir Zindagi Ki Sham Bhi Honi Hai

3. Sapno Mein Mere Ho Tum Hi Tum
Tumhara Nor Hi Hai Jo Pad Raha Hai Chehre Pe
Din Raat Aati Ho Mere Khayaalon Mein
Warna Kaun Dekhta Tumhe Andhere Mein!
Good Night Dear

4. Raat hai kafi, thandi hawa chal rahi hai
Yaad mein aapki kisi ki muskan khil rahi hai
Unke Sapno ki duniya mein aap kho jao
Aankh karo band or aaram se so jao

5. Honth keh nahi sakte jo fasana Dil ka,
Shayad nazar se wo baat ho jaye.
Is ummid me karte hain intezaar raat ka,
ki shayad sapne me mulakat ho jaye

6. Raat ka andhera kuch kehna chahta hai,
Ye chand chandni ke saath rehna chahta hai,
Hum to tanha hi khush thaa,
Magar pata nahi kyu ye dil kisi ke saath rehna chahta hai

7. Ho gayi raat aasman mein nikal gaye sitare
So gaye sari panchi kya khub khile nazare
Aap bhi so jaiye is haseen raat mein
Dekhiye Sweet Dreams pyare pyare

Best Good morning Hindi Sms

1. Pani ki bondain phulon ko bhiga rahi hai
Thandi lehren ek tazgi jaga rahi hai,
Ho jaye aap b inme shamil
Ek pyari si subah aapko jaga rahi hai

2. Suprabhaat Ka Ujaala Sada Aapke Sath Ho
Har Din Ka Ik Ik Pal Aap Ke Liye Kuchh Khas Ho
Dua Hamesha Nikalti Hai Dil Se Aap Ke Liye
Dher Khushiyon Ka Khazana Aapke Paas Ho

3. Ugta Hua Suraj Dua De Aapko
Khilta Hua Phool Khushboo De Aapko
Hum To Kuch Bhi Dene Ke Kaabil Nahi
Denewala Hazaar Khushiyan De Aapko

4. Har subhah ki dhoop kuch yaad dilati hai
Har phool ki khushboo ek jadu jagati hai
Mano na mano per such hai mere yaar
Subhah hote hi aapki yaad aa jati ha

5. Aaj kuch sharmaye se lagte ho
Sardi ke karan kapkapaye se lagte ho
Chehra aapka khil utha hai
Hafte ke baad nahaye se lagte ho

6. Ae chand mere dost ko ek tohfa dena,
taro ki mehfil sang roshni karna,
chhupa lena andhere ko,
har raat ke baad ek khubsurat savera dena

7.Ugta Hua Suraj Dua De Aapko
Khilta Hua Phool Khushboo De Aapko
Hum To Kuch Bhi Dene Ke Kaabil Nahi
Denewala Hazaar Khushiyan De Aapko