1. afar zindgi ka adhura nhi hoga,
Pr Dost k bina ye pura b nhi hoga.
Bus hr pal hamare sath rehna,
Q ki aapke bina Dosti ka lafz pura nhi hoga
2. Dosti ki qadar karten hen itni,
Asman me sitaron ki roshniha jitni,
Yaqin na aae to call kar k dekhlo,
Hum karainge baat utni apk mobile me battery hai jitni
3. Dil tutna saza hai mohabat ki,
dil jodna ada hai dosti ki.
Mange jo kurbani woh hai mohabat,
jo bin mange ho jaye kurban wo hai dosti hamari
4. I am not Shakespear to write about U...
I am not Sonu to sing about U...
I am bot MF Hussain to Paint U...
I am just Ur Friend to say...
I am always with U...
5. Aasman mil jaye to zamin mat chhodna,
Chand mil jaye to sitare mt todna,
Badi duaon k bad milte H dost,
Koi aur mil jae to humse muh mat modna
6. Kabhi Masti-Kabhi Jhagda,
Kabhi Aansu-Kabhi Hansi,
Chota Sa PaL-Choti Choti Khushi,
ek Pyar ki Kashti or dher saari masti
Bas Isi ka Nam to h "DOSTI"
7. Gadha jo khaye wo Ghas ho tum,
Buddhe ka Chyawanprash ho tum,
Idiot stupid bakwas ho tum,
Par jo bhi ho yar,
Dost Jhakaas ho tum
8. Kon kehta hai dost ki tumse humari judaai hogi
yeh afwaah zroor kissi dushman ne udaayi hogi
shaan se rahenge tumahre dil mein hum
itne dino mein kuch to jagah bnayi hogi
9. Aapke jaisa dost khone nahi denge,
apko humse alag hone nahi denge,
Roz sms kiya kro warna Aakhon mein
mirchi dal denge aur dhone bhi nahi denge
Pr Dost k bina ye pura b nhi hoga.
Bus hr pal hamare sath rehna,
Q ki aapke bina Dosti ka lafz pura nhi hoga
2. Dosti ki qadar karten hen itni,
Asman me sitaron ki roshniha jitni,
Yaqin na aae to call kar k dekhlo,
Hum karainge baat utni apk mobile me battery hai jitni
3. Dil tutna saza hai mohabat ki,
dil jodna ada hai dosti ki.
Mange jo kurbani woh hai mohabat,
jo bin mange ho jaye kurban wo hai dosti hamari
4. I am not Shakespear to write about U...
I am not Sonu to sing about U...
I am bot MF Hussain to Paint U...
I am just Ur Friend to say...
I am always with U...
5. Aasman mil jaye to zamin mat chhodna,
Chand mil jaye to sitare mt todna,
Badi duaon k bad milte H dost,
Koi aur mil jae to humse muh mat modna
6. Kabhi Masti-Kabhi Jhagda,
Kabhi Aansu-Kabhi Hansi,
Chota Sa PaL-Choti Choti Khushi,
ek Pyar ki Kashti or dher saari masti
Bas Isi ka Nam to h "DOSTI"
7. Gadha jo khaye wo Ghas ho tum,
Buddhe ka Chyawanprash ho tum,
Idiot stupid bakwas ho tum,
Par jo bhi ho yar,
Dost Jhakaas ho tum
8. Kon kehta hai dost ki tumse humari judaai hogi
yeh afwaah zroor kissi dushman ne udaayi hogi
shaan se rahenge tumahre dil mein hum
itne dino mein kuch to jagah bnayi hogi
9. Aapke jaisa dost khone nahi denge,
apko humse alag hone nahi denge,
Roz sms kiya kro warna Aakhon mein
mirchi dal denge aur dhone bhi nahi denge